Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 5:17 am
Dard is kadar mila ki ghabra ke pii gaye, thodi si khushi mili to mila ke pii gaye, yun to na thi bachpan se pine ki aadat, sharaab ko tanha dekha taras kha ke pii gaye...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 5:18 am
Aisi Kiran Hoon, Jise Suraj Ne Kabhi Apna Nahin Samjha, Aisi Khushboo Hoon, Jise Phoolon Ne Apna Na Samjha... Aisi Dhadkan Hoon, Jise Dil Ne Kabhi Apna Na Samjha, Khushnaseeb, Is Sharabi Ko Mehkhane Ne Apna Samjha...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 5:20 am
Ishq-E-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri, Main Bhi Sharif tha Zamane Mein, Pehle Din Shuru Karta Tha Masjid Main Namaaz Se, Ab Dhalti Hai Shaam Mehkhane Mein Sharab Se...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 5:21 am
Pine de thodi abhi ki hosh baki hai, Tere yaadoN ka ek lamha baki hai, Jana hai larkharate hue mehkhane se, Pine de thodi in saanson mein jaan ab bhi baaki hain...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 6:12 am
Jaam jo bhara sharab se, teri tasveer nazar aayi, tori jo bottle, tukdon mian tasveer nazar aayi, jab jorne lage hum un tukdo ko nashe mein, mere khooon se bhari, teri maang mujhe nazar aayi...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 6:17 am
yeh dil sharabi hai, har kadam par machal jata hai, tum agar chod ke chale jaoge isko, to ise gham nahin, ye to roz naye maikhane se dil behlata hai....
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 6:19 am
Lehron se khelta hua lehra ke pigaya, sakhi ki har nigha ha per balkha ke pigaya maine to chohd di thi,per rone lagi sharab, uske ansoo per taras kha ke pigaya...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Thu Nov 27, 2008 6:21 am
Unko mohabbat ki sachaai maar dalegi, unko ko mohabbat ki gehraai maar dalegi, kar ke mohabbat koi nahi bachegaa, unki judaai main hame sharab maar dalegi...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Fri Nov 28, 2008 9:48 am
Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa gaya, Pyase Ke Hath Jaise Jaam Aa gaya, Dhole Kadam To Gire Unki Baho Main Ja Kar, Aaj Hamara Peena Hi Hamare Kamm Aa Gaya...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Fri Nov 28, 2008 9:49 am
Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon, teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon, na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon, na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Fri Nov 28, 2008 9:51 am
Sharab jism ko khatam karti hai, sharab samaj ko khatam karti hai, aao aaj is sharab ko khatam karte hai, ek botal tum khatam karo ek hum khatam karte hai...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Fri Nov 28, 2008 9:54 am
Majnoo ko laila ne nakam kar diya, sharabi ko sharab ne badnam kar diya ishq ho ya sharab, dono ka asar dekh lo, majnoo aur sharabi ka, ek sa anjaam kar diya...
Number of posts : 1950 Registration date : 2008-09-14
Subject: Re: Sharab Shayari... Fri Nov 28, 2008 10:00 am
Sharaab jo bani peene ke liye, to piyii kyun na jaye, zindagi bani jine ke liye, to jiyii kyun na jaye, uski bewafayi ne diya mauka, To maikhane main pee kyun na jaye...