Dil Ki Mehfil
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Dil Ki Mehfil

Dil Ki Mehfil - Online Shayari
 
HomeHome  SearchSearch  Latest imagesLatest images  RegisterRegister  Log inLog in  

 

 desamber ki raat

Go down 
4 posters
AuthorMessage
WAFA

WAFA


Number of posts : 95
Age : 35
Location : paris
Registration date : 2008-10-03

desamber ki raat Empty
PostSubject: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitimeTue Nov 18, 2008 10:32 am

desamber ki raat 14upv4

vaise kuch khuch tu nahi sab sachi sachi hi hai...lol

rose1 salamz rose1



rose3 rose3
Back to top Go down
ikra

ikra


Number of posts : 1950
Registration date : 2008-09-14

desamber ki raat Empty
PostSubject: Re: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitimeTue Nov 18, 2008 1:13 pm

wahjiwah

zabardast

rose2
Back to top Go down
WAFA

WAFA


Number of posts : 95
Age : 35
Location : paris
Registration date : 2008-10-03

desamber ki raat Empty
PostSubject: Re: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitimeWed Nov 19, 2008 6:05 am

rose3rose3
Back to top Go down
Rabia

Rabia


Number of posts : 2152
Age : 35
Location : Jahan Bee Rehoun Bass Apke Dil Main Rahoun
Registration date : 2008-10-22

desamber ki raat Empty
PostSubject: Re: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitimeFri Nov 21, 2008 3:15 am

wahjiwah

zabardast

rose3
Back to top Go down
http://www.QasRab.com
cena2020




Number of posts : 5
Registration date : 2010-06-29

desamber ki raat Empty
PostSubject: Re: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitimeTue Jun 29, 2010 11:06 pm

phir december me khuli,guzray december ki kitaab
dil k angan me khila phir teray chehray ka gulab
thay jaisay phool say sandal say mehektay huay haath
paish kartay hauy coffe wo khanaktay hauay haath
mujh ko chonay ki tamanna me jhijhaktay huay haath
aur hathon me simat\ta hua wo sara hijaab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
thatharatay huay wo lab hain na un ka ghaaza
kitni sardee hai yah kiss tarah say ho andaazaa
band hota hua ahista say ek darwaazaa
keh raha hai abhi utha hai sarhany say wo khwaab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
yaad jab ayay wo lub jaag utha sara badan
khushk maiwon ki lehek say chamak utha yeh dehen
khajl-e-shab me wo simti hui sardi ki dulhan
barf main lipta ho jis tarah say sholay ka shabab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
garam sanson k siwa sard sa sara kamra
teray chehray k siwa dard sa sara kamra
ab to hai dil ki tarah dard sa sara kamra
ab to aik pyaas hai aur dour talak aik sarab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
yeh khizan aur yeh girtay huay patton ka shor
jism shal karti hui khushk hawaon ka yeh zor
mujh ko khenchay lye jati hain ghatayen tere aour
to waha hai, yaha main, hayey yeh doori ka azaab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
tum gayay jab say wahin tham gayi sardi ki yeh raat
jaisay honton pe he reh jaye adhori koi baat
jaisay hathon main akar koi nikal jaye woh haath
jaisay dekhay koi raton ko adhora koi khwaab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
dhoop ki naram chamakti jaroon ki wo subh
aout say jhanktay shafaaf paharon ki wo subh
adh khilay nain dareechon ki dararon ki wo subh
nikhra nikhra sa tere tarah wo din ka shabab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
roz ankhon me guzarti hai teray baad yeh raat
mujh say kaatay nahi kat\ti teray baad yeh raat
mo lapaitay pari rehti hai teray baad yeh raat
raat ek baar khila phir say tere yaad ka baab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
wo teray saath december ki guzaari hui shaam
tezz khanjar ki tarah dil me utari hui shaam
laut k ayi nahi phir wo pukari hui shaam
phir nahi dekha koi jagti ankhon kabhi khwaab
phir december me khuli,guzray december ki kitaab
phir december hai ussi tarah say tanha hai koi
adh khula darr hai ussi tarah say tanha hai koi
phir wohi ghar hai ussi tarah say tanha hai koi
phir wohi hijr wohi hai shab-e-hijran ka azaab
desamber ki raat December

**********************************
Teeth Bleaching Glasgow|Invisalign Glasgow
Back to top Go down
Sponsored content





desamber ki raat Empty
PostSubject: Re: desamber ki raat   desamber ki raat Icon_minitime

Back to top Go down
 
desamber ki raat
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» desamber mojy
» "KaaTi Hai Gum Ki RaaT baReY Ehtaraam Se "

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Dil Ki Mehfil :: Anmol Shayari :: Designed Poetry Cards - Picture Shayari-
Jump to: